Monday, December 26, 2011

तलाश ....

Itne dosto me bhee ik dost ki talash hai mujhe,
itne apno me bhee ik apne ki talash hai mujhe,
chod aata hai har koi smndr ke beech mujhe,
ab doob rha hun to ik sahil ki talash hai mujhe;
Ldna cahta hun main in andere ke gmon se,
islea ik shama ke ujale ki talash hai mujhe;
tang aa chuka hun is bewaqt ki moot se main,
Islea ik hasin jindgi ki talash hai mujhe;
Diwana hun main sab yahi kh kr chidate hai mujhe,
Jo mujhe samjh sake us shaks ki talash hai mujhe

1 comment: